Maa Ke Samaan Song Lyrics|| Garbh Ke Samay Song Lyrics || Bridge Music ft. Rachel Francis, Abeyson Job & Karen George

Maa Ke Samaan



 Garbh Ke Samay Se Paala Hai,

Banaya Mujhko Apne Roop Mein,

Daali Tune Apni Rooh Hai,

Bhar Diya Apne Noor Se. (2)



Maa Ke Samaan Tu Hai ,

Maa Ki Tarah Tu Khayal

Rakhata Hai Maa Ke Samaan Tu Hai ,

Maa Se Bhi Zyaada Pyaar Karta Hai



Sookun Hai, Teri Godi Mein

Baahon Mein Tere, Hifaazat Hai

Poche Saare Aansu Mere

Darr Saare Ghum Ho Gaye



Maa Ke Samaan Tu Hai ,

Maa Ki Tarah Tu Khayal

Rakhata Hai Maa Ke Samaan Tu Hai ,

Maa Se Bhi Zyaada Pyaar Karta Hai (2)



Tune Pyaar Kiya Hai Mujhse

Jaan Se Bhi Zyaada, Jaan Se

Bhi Parva Ki Mai Meri

Chhoti Se Chhoti Baaton Ki (3)



Haathon Mein Uthakar Tu Ghume

Palkon Pe Mujhe Bithaya Hai

Pankhon Mein Chipaya Hai Mujko

Gehra Tera Mera Naata Hai



Maa Ke Samaan Tu Hai ,

Maa Ki Tarah Tu Khayal

Rakhata Hai Maa Ke Samaan Tu Hai ,

Maa Se Bhi Zyaada Pyaar Karta Hai(2)

Comments

Popular posts from this blog

Elshaddai Aradhana Song Lyrics || Tere Jaisa kaun Hai Song Lyrics || Benny Joshua | New Hindi Christian Song 2019

Dil Ki Gehraai Se Song Lyrics | Hindi Worship Song - 4K | Bridge Music ft. Sam Alex, Hemant S & Deepika K

Haath Uthaakar Gaoonga Song Lyrics| Bridge Music ft. Samarth Shukla, Cameron Mendes & Sam Alex